Translate

सोमवार, 22 जुलाई 2013

Jab bhi dekhta hun aisi madmast angdai
Tere saath ke lamhon me kho jaata hun
Hos gar aa jaata hai jab in aankhon ko
Khud ko tum se bahut door paata hun
Jaane kyon aankho ko hos aa jaata hai
Door hun tujhse jaankar Ro jaata hun
......
>>>{Angira Prasad Maurya} <<<

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें